Amir Se Hoga Lyrics, Singer & Song Details

Insaniyat Ke Dushman 1987 album cover

Insaniyat Ke Dushman 1987 Album Details

Rajkumar Kohli
Anu Malik
Indeevar
Dharmendra, Shatrughan Sinha, Anita Raj

album songs
Amir Se Hoga
Singer : Suresh Wadkar

Amir Se Hoga Lyrics

Song Lyrics Title = Amir Se Hoga
Song Lyrics Movie = Insaaniyat Ke Dushman (1986)
Singer = Suresh Wadkar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Anu Malik
Director = Rajkumar Kohli
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((amir se hoga ya garib se hoga
amir se hoga ya garib se hoga
pyar jab bhi hoga to nasib se hoga
apne nasib se hoga
amir se hoga ya garib se hoga
pyar jab bhi hoga to nasib se hoga
apne nasib se hoga

dil maine dil tere nam kar diya
tune mujhe badnam kar diya
dil maine dil tere nam kar diya
tune mujhe badnam kar diya
mai umar bhar bhul sakta nahi
kya khub tune ye kam kar diya
tu hai amir or mai hu garib
kya ho gaya ye hai apna nasib
apna nasib
are dost se hoga ya rakib se hoga
are dost se hoga ya rakib se hoga
pyar jab bhi hoga to nasib se hoga
apne nasib se hoga
amir se hoga ya garib se hoga
pyar jab bhi hoga to nasib se hoga
apne nasib se hoga


din wo bhi din aayega ha jarur
tutega ye tera sara gurur
din wo bhi din aayega ha jarur
tutega ye tera sara gurur
ye dard ki sham dhal jayegi
tu hogi meri tarah majbur
ep khel tumko dikhaunga mai
kya hai nasiba bataunga mai
bataunga mai
dur se hoga ya karib se hoga
are dur se hoga ya karib se hoga
pyar jab bhi hoga to nasib se hoga
apne nasib se hoga
amir se hoga ya garib se hoga
pyar jab bhi hoga to nasib se hoga
apne nasib se hoga))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Amir Se Hoga

Amir Se Hoga is a song from Insaniyat Ke Dushman 1987. It is sung by Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Insaniyat Ke Dushman 1987 album song list for more songs and album details.