American Beauty Lyrics, Singer & Song Details

5 Weddings 2018  album cover

5 Weddings 2018 Album Details

Namrata Singh Gujral
Vibhas
Abhendra Kumar Upadhyay
Nargis Fakhri, Rajkummar Rao, Bo Derek, Candy Clark

album songs
American Beauty
Singer : Mika Singh, Miss Pooja, Prakri

American Beauty Lyrics

Haaye..!!

Dholak ke taal
Shehnai ke dhun pe
Shadi karao
Inhe bhejo honeymoon pe

Bhejo honeymoon pe (x2)

Dholak ke taal
Shehnai ke dhun pe
Shaadi karao
Inhe bhejo honeymoon pe

Aunty ji dekho
Aise thumke lagaye
Aunty ji dekho
Aise thumke lagaye

Jaise jameen se
Aayi ho moon pe

Koyi najdeek
Koyi aaya hain door se

American beauty,
American beauty
Hain India ke tour pe

American beauty
Hain India ke tour pe (X2)

Haye sabko hi, Bye karne
Made in enjoy karne
Baby ji aayi hain
Sabko daayein baayein karne

Daayein baayein karne

Haye sabko hi, Bye karne
Made in enjoy karne
Baby ji aayi hain
Sabko daayein baayein karne

Kahin hain mehndi
Kahin pe reception
Camera le ke
Karne aayi hain direction

California ab utra fitoor se

American beauty,
American beauty
Hain India ke tour pe

American beauty
Hain India ke tour pe (X2)

Kudi kawari nachne wali
Git-git english bole
Aankh nashili, kajre wali
Ang ang tera bole

Tu mastani, Tu deewani
Love you, Love you bole

Haye shadi hain
Bhai aish kar lo
Iss mauke ko
Cash kar lo

Peg laga ke
Mood saare fresh kar lo

Mood saare fresh kar lo (X2)

Haye shadi hain
Bhai aish kar lo
Iss mauke ko
Cash kar lo

Peg laga ke
Mood saare fresh kar lo

Selfie leni hai
Sabne pout bana ke
Acchi ya buri
Saare doubt hata ke

Khaye pachtaye saare
Laddu motichoor ke

American beauty,
American beauty
Hain India ke tour pe

American beauty
Hain India ke tour pe (X2)

About American Beauty

American Beauty is a song from 5 Weddings 2018 . It is sung by Mika Singh, Miss Pooja, Prakri. Lyrics are credited to Abhendra Kumar Upadhyay. Music information: Vibhas. Read the lyrics above and view the 5 Weddings 2018 album song list for more songs and album details.