Allah Meri Tauba Nigahe Lyrics, Singer & Song Details

Do Jasoos 1975 album cover

Do Jasoos 1975 Album Details

Naresh Kumar
Ravindra Jain
Hasrat Jaipuri, Ravindra Jain
Raj Kapoor, Rajendra Kumar, Shailendra Singh

album songs
Allah Meri Tauba Nigahe
Singer : Asha Bhosle

Allah Meri Tauba Nigahe Lyrics

Song Lyrics Title = Allah Meri Tauba Nigahe
Song Lyrics Movie = Do Jasoos (1975)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri, Ravindra Jain
Music Composer = Ravindra Jain
Director = Naresh Kumar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Allaah meri tauba nigaahe na milaaungi
Allaah meri tauba main tir nahi khaaungi
Nigaahe na milaaungi, main tir nahi

khaaungi
Allaah meri tauba nigaahe na milaaungi
Allaah meri tauba main tir nahi khaaungi

Main jo nahaane gayi nadiya kinaare
Main jo nahaane gayi nadiya kinaare
Aa gaye log wahaan gaanv ke saare
Aa gaye log wahaan saare ke saare
Tauba meri tauba nadi pe nahi jaaungi
Tauba meri tauba nadi pe nahi jaaungi
Nadi pe nahi jaaungi, main ghar mein

nahaaungi
Allaah meri tauba nigaahe na milaaungi

Bich bajaar halwaiya ne chheda
Bich bajaar halwaiya ne chheda
Din laga haay mujhe mathura ka pedha
Dil laga woh toh mujhe mathura ka pedha
Tauba meri tauba
Tauba meri tauba bajaar nahi jaaungi
Tauba meri tauba bajaar nahi jaaungi
Bajaar nahi jaaungi, main pedha nahi

khaaungi
Allaah meri tauba nigaahe na milaaungi

Baali umar meri ho gayi shaadi haay mori
Baali umar mein jo ho gayi shaadi
Kaise kaise saiyaan ne ulfat sikha di
Kaise mohe rasiya ne ulfat sikha di
Tauba tauba tauba
Tauba meri tauba woh baat na bataaungi
Tauba meri tauba woh baat na bataaungi
Sharam se mar jaaungi main paani ho

jaaungi
Ji aaj na bataaungi main kal phir aaungi.))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Allah Meri Tauba Nigahe

Allah Meri Tauba Nigahe is a song from Do Jasoos 1975. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri, Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Do Jasoos 1975 album song list for more songs and album details.