Allah Meri Payal Bole Chhan Lyrics, Singer & Song Details

Do Premee 1980 album cover

Do Premee 1980 Album Details

Raj Khosla
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Rishi Kapoor, Moushumi Chatterjee, Om Prakash

album songs
Allah Meri Payal Bole Chhan
Singer : Lata Mangeshkar

Allah Meri Payal Bole Chhan Lyrics

Song Title = Allah Meri Payal Bole Chhan Chhan
Movie/Album = Do Premee (1980)
Singer =Lata Mangeshkar,
Lyricist =Anand Bakshi
Music Director =Pyarelal, Laxmikant Kudalkar
Film Director =Raj Khosla

Mp3 song lyrics

((chan chan chan chan
allah meri payal bole chan chan chan chan
allah meri payal bole chan chan
allah meri payal bole chan chan chan chan
allah meri payal bole chan chan

lakh jatan karu badi tham tham ke chalu
kabhi mera man dole kabhi dole tan
allah meri payal bole chan chan chan chan
allah meri payal bole chan chan

laz sharam ke ghunghat me hi
chupke chupke jalti rahti
laz sharam ke ghunghat me hi
chupke chupke jalti rahti
dil ki bate hotho se kya
aankho se bhi na kahti
mere ghunghru bane mere dusman
allah meri payal bole chan chan chan chan
allah meri payal bole chan chan

prem to sara jag karta hai
mujhsa pagal hoga koi
prem to sara jag karta hai
mujhsa pagal hoga koi
nam tera mai leke jagi
nam tera mai leke soyi
allah meri payal bole chan chan chan chan
allah meri payal bole chan chan

tu kya jane tu kya samjhe
mere sar ilzam the kitne
tu kya jane tu kya samjhe
mere sar ilzam the kitne
aise waise kaise kaise
jane mere nam the kitne
sajni ka nam diya tune sajan
allah meri payal bole chan
allah meri payal bole chan chan
lakh jatan karu badi tham tham ke chalu
kabhi mera man dole kabhi dole tan
allah meri payal bole chan chan chan chan
allah meri payal bole chan chan..))

Posted by :{Anamika Tyagi}

About Allah Meri Payal Bole Chhan

Allah Meri Payal Bole Chhan is a song from Do Premee 1980. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Do Premee 1980 album song list for more songs and album details.