Allah Kya Adayen Janab Lyrics, Singer & Song Details

Kahin Aar Kahin Paar 1971 album cover

Kahin Aar Kahin Paar 1971 Album Details

Maruti Rao
Ganesh
Shamsul Huda Behari
Joy Mukherjee, Vimi, Helen

album songs
Allah Kya Adayen Janab
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Allah Kya Adayen Janab Lyrics

Song Title = Allah Kya Adayen Janab
Movie/album = Kahin Aar Kahin Paar (1971)
Singers = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Shamshad Begum
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Director = Ganesh

Mp3 Song Lyrics

((Allah allah allah
Kya adayen janab laye hai
Lutane aaj humko aaye hai
Jaaye dil wale kaha bach ke
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Kya adayen janab laye hai
Lutane aaj humko aaye hai
Jaaye dil wale kaha bach ke
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah

In adao pe hum jaan
De de mager
Dar to yeh hai ki pyar
Ke hum safer
In adao pe hum jaan
De de mager
Dar to yeh hai ki pyar
Ke hum safer
Hum to lut jayenge
Mohbbat mein
Dil to haroge aisi halat mein
Jaaye kaha haye
Jaaye dil wale kaha bach ke
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah

Ada se jab koi mange to
Dil dena hi padta hai
Mujhe bhi luta hai
Haseeno ne
Ada se jab koi mange to
Dil dena hi padta hai
Mujhe bhi luta hai
Haseeno ne
Pyar ki mithi mithi baato se
Nashe mein dubi
Dubi aankho se
Jaaye dil wale haye
Jaaye dil wale kaha bach ke
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Yeh adayen janab ki tauba
Yeh nigahe janab ki tauba
Jaaye dil wale kaha bach ke
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah

Jaan dene ke dil
Mein irade bhi hai
Zindagi bhar nibhane
Ke wade bhi hai
Aaj mera unse hath
Mein hath hai
Yeh irade na badle
To kya baat hai
Ab jo ager daman chhudao to
Tum jo ghairo se dil lago to
Jaaye kaha haye
Jaaye dil wale kaha bach ke
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah
Kya adayen janab laye hai
Lutane aaj humko aaye hai
Yeh adayen janab ki tauba
Yeh nigahe janab ki tauba
Jaaye dil wale kaha bach ke
Allah allah allah allah
Allah allah allah allah...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Allah Kya Adayen Janab

Allah Kya Adayen Janab is a song from Kahin Aar Kahin Paar 1971. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Shamsul Huda Behari. Music information: Ganesh. Read the lyrics above and view the Kahin Aar Kahin Paar 1971 album song list for more songs and album details.