Allah Bahut Bada Hai Lyrics, Singer & Song Details

Sapne Saajan Ke 1992 album cover

Sapne Saajan Ke 1992 Album Details

Lawrence D Souza
None
Hasan Kamal, Sameer
Karishma Kapoor, Rahul Roy, Jackie Shroff

album songs
Allah Bahut Bada Hai
Singer : Mohammed Aziz

Allah Bahut Bada Hai Lyrics

Song Title = Allah Bahut Bada Hai
Movie/Album = Sapnon Ka Mandir (1991)
Singers =Mohammed Aziz
Song Lyricists =Hasan Kamal, Sameer
Producer =Suresh Kumar Jain

Mp3 Songs Lyrics

((Paanch waqt in minaaro se aati hai aawaaj
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai
Mandir jaao masjid jaao yahin khulega raaj
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai

Woh kartaar agar chaahe patthar mein phul khilaaye
Woh kartaar agar chaahe patthar mein phul khilaaye
Anhoni ko honi kar de koyi samajh na paaye
Paaye koyi samajh na paaye
Aparampaar hai lila usaki rehmat beandaaj
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai

Kaahe ko ghabraaye bande kaahe chhode aasha
Kaahe ko ghabraaye bande kaahe chhode aasha
Dekh raha hai maalik duniya jo bhi kare tamaasha
Duniya jo bhi kare tamaasha
Use khabar hai kaun kidhar woh jaane sabka raaj
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai

Jab tak tan mein saans rahegi rahegi tab tak aas
Jab tak tan mein saans rahegi rahegi tab tak aas
Manjil ko paayega musaafir dil ko hai vishwaas
Musaafir dil ko hai vishwaas
Koyi kisi par naaj kare par hamein hai iss par naaj
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai
Ke allaah bahot bada hai, ke maula bahot bada hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Allah Bahut Bada Hai

Allah Bahut Bada Hai is a song from Sapne Saajan Ke 1992. It is sung by Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Hasan Kamal, Sameer. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sapne Saajan Ke 1992 album song list for more songs and album details.