Alakh Niranjan Bam Bam Lyrics, Singer & Song Details

Haye Mera Dil 1968 album cover

Haye Mera Dil 1968 Album Details

Ved Madan
Usha Khanna
None
Kishore Kumar, Kumkum, I.S. Johar

album songs
Alakh Niranjan Bam Bam
Singer : Manna Dey

Alakh Niranjan Bam Bam Lyrics

Song Lyrics Title = Alakh Niranjan Bam Bam
Song Lyrics Movie = Haye Mera Dil (1968)
Singers = Manna Dey
Music Director = Usha Khanna
Director = Ved Madan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Alakh niranjan
Bam bam bam bholenath
Kahe jee ki baat chhupaye
Ho gori jee ki baat chhupaye
Are sab jaane sanyaasi
Tera mann hai vyakul gori
Teri aankh hai pyaasi
Kahe jee ki baat chhupaye
Ho gori jee ki baat chhupaye

Us din mangalvar tha jis din
Khoya tune chaina
Khoya tune chaina
Shaam ke sade char baje
Ulje naino se naina
Bol ye sach ya jhuth
Sach hai mahraj
Tabse to hai nind na aaye
Raate huyi charaate
Kahe jee ki baat chhupaye
Ho gori jee ki baat chhupaye

Aag ko hum paani karde
Paani mein aag laga de
Teri aankhe dekh ke
Tere mann ki baat bata de

Aur sunegi aur batau
Usne banke saiya
Sapne mein pipal ke niche
Pakdi thi tohri baiya
Bol ye sach ya jhooth
Sach hai mahraj
Tere dil ke saaj pe usne
Chheda bheem palasi
Kahe jee ki baat chhupaye
Ho gori jee ki baat chhupaye

Sis juka kuch seva kar
Tujhko vardan milega
Ha milega milega milega
Tod ke sab deeware tera
Saajan aan milega
Bol miladu bol bol
Ha ha ji mahraj
Ho jayegi tere tan mann
Ki saari udasi
Kahe jee ki baat chhupaye
Ho gori jee ki baat chhupaye
Are sab jane sanyaasi
Tera mann hai vyakul gori
Teri aankh hai pyaasi
Kahe jee ki baat chhupaye
Ho gori jee ki baat chhupaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Alakh Niranjan Bam Bam

Alakh Niranjan Bam Bam is a song from Haye Mera Dil 1968. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to None. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Haye Mera Dil 1968 album song list for more songs and album details.