Akhiyon Ka Kajra Lyrics, Singer & Song Details

Ghungroo Ki Awaaz 1981 album cover

Ghungroo Ki Awaaz 1981 Album Details

Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Rahul Dev Burman
Vijay Anand
Vijay Anand, Rekha, Shreeram Lagoo

album songs
Akhiyon Ka Kajra
Singer : Kishore Kumar, Asha Bhosle

Akhiyon Ka Kajra Lyrics

Song Lyrics Title = Akhiyon Ka Kajra
Song Lyrics Movie = Ghungroo Ki Aawaz (1981)
Singer =Kishore Kumar, Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Vijay Anand
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay

Mp3 Song Lyrics

((ankhiyo ka kajra hatho ka gajra
ankhiyo ka kajra hatho ka gajra
kano ka jhumka kis ke liye
meri jaa mera sab tera
ankhiyo ka kajra hatho ka gajra
kano ka jhumka kis ke liye
meri jaa mera sab tera

gajra ye gajre ye kangana to kuch bhi nahi
chanda sitare tumhare bana du to kuch bhi nahi
gajra ye agjre ye kangana to kuch bhi nahi
chanda sitare tumhare bana du to kuch bhi nahi
jo mandir mere man ka tha ab tere
ho mere dil ka jaha jaha tum mehmaa
ye hazaro arma bolo kiske liye
meri jaa tera sab mera
meri jaa mera sab tera

galo ki lali ye hotho ki pyali
ab teri na rahi
aankho ki masti ye sokhi ye hasti
aab teri na rahi
galo ki lali ye hotho ki pyali
ab teri na rahi
aankho ki masti ye sokhi ye hasti
aab teri na rahi
muskurahat jiwan ki thi teri ab meri
bojhal bojhal mera aag bhara dil
tera rag bhara dil bolo kiske liye
mera dil tera tera mera
ankhiyo ka kajra hatho ka gajra
kano ka jhumka kis ke liye
meri jaa mera sab tera
phir se bolo na
meri jaa mera sab tera
meri jaa mera sab tera..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Akhiyon Ka Kajra

Akhiyon Ka Kajra is a song from Ghungroo Ki Awaaz 1981. It is sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Vijay Anand. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Ghungroo Ki Awaaz 1981 album song list for more songs and album details.