Akdam Bakdam Dekho Yeh Tikadam Lyrics, Singer & Song Details

Hanuman 2005 album cover

Hanuman 2005 Album Details

Manit
None
None
None

album songs
Akdam Bakdam Dekho Yeh Tikadam
Singer : Shravan

Akdam Bakdam Dekho Yeh Tikadam Lyrics

Song Title = Akdam Bakdam Dekho Yeh Tikadam
Movie/Album = Hanuman (2005)
Singer(s) = Shravan

Mp3 Song Lyrics

((akadam bakadam dekho yeh tikadam
jadu ki takat bolo kis mein dum
hawa se tej na bijli se kam
chukar dekhe aasman hum

darte ho kyun sab mein ho na idhar
chote hath par takat hai jabar
darte ho kyun sab mein ho na idhar
chote hath par takat hai jabar
raksh bhi kya lenge takkar
gir jayenge khake chakker
akadam bakadam dekho yeh tikadam
jadu ki takat bolo kis mein dum
hawa se tej na bijli se kam
chukar dekhe aasman hum

chalo kare in taro ki shair
dono ke sar pe mere hain do pair
chalo kare in taro ki shair
na rahegi dushano ki khair
upar niche aage peeche
hai koi lega mujse bair
akadam bakadam dekho yeh tikadam
jadu ki takat bolo kis mein dum
hawa se tej na bijli se kam
chukar dekhe aasman hum...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Akdam Bakdam Dekho Yeh Tikadam

Akdam Bakdam Dekho Yeh Tikadam is a song from Hanuman 2005. It is sung by Shravan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Hanuman 2005 album song list for more songs and album details.