Ajure Baju Naju Lyrics, Singer & Song Details

Sharada 1957 album cover

Sharada 1957 Album Details

L.V. Prasad
None
None
Meena Kumari, Raj Kapoor, Shyama, Raj Mehra, Anita Guha

album songs
Ajure Baju Naju
Singer : Kamla Shrivastava, Asha Bhosle

Ajure Baju Naju Lyrics

Song Title = Ajure Baju Naju
Movie/Album = Sharada (1957)
Singers =Kamla Shrivastava, Asha Bhosle, Joe Alvares
Producer =L.V. Prasad

Mp3 Song Lyrics

((Ui ui ui
Aaju re baaju naaju kaaju re lui ui
Aaju re baaju naaju kaaju re lui ui

Aaju re baaju naaju ui
Aaju re baaju naaju ui

Aaju re baaju naaju kaaju re lui ui
Dil me hai laagi mere nainawaa ki sui ui
Aaju re baaju naaju kaaju re lui ui
Dil me hai laagi mere nainawaa ki sui ui

Baato me teri aa ke mai phisal gai
Muft me haay tere jaise ko mil gai
Baato me teri aa ke mai phisal gai
Muft me haay tere jaise ko mil gai

Le ke dil dekhaa pyaar hai dhokhaa
Le ke dil dekhaa pyaar hai dhokhaa
Prit to hai badi mui
Laagi mere nainawaa ki sui ui

Aaju re baaju naaju kaaju re lui ui
Dil me hai laagi mere nainawaa ki sui ui

De ke dagaa bhaagaa kaise se padaa paalaa
Dil kaa qusur kyaa hai aankho ne maar daalaa
De ke dagaa bhaagaa kaise se padaa paalaa
Dil kaa qusur kyaa hai aankho ne maar daalaa
Nainaa na milate
Nainaa na milate
Murajhaati kaahe chhui mui
Laagi mere nainawaa ki sui ui

Aaju re baaju naaju kaaju re lui ui
Dil me hai laagi mere nainawaa ki sui ui

Baanke ye nain haay kaahe kisi se lade
Hotho se hansi gai dil me hai daag pade
Baanke ye nain haay kaahe kisi se lade
Hotho se hansi gai dil me hai daag pade

Raato ko khade khade
Din ko pade pade
Raato ko khade khade
Din ko pade pade
Prit to hai badi mui
Laagi mere nainawaa ki sui ui

Aaju re baaju naaju kaaju re lui ui
Dil me hai laagi mere nainawaa ki sui
Aaju re baaju naaju kaaju re lui ui
Dil me hai laagi mere nainawaa ki sui.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ajure Baju Naju

Ajure Baju Naju is a song from Sharada 1957. It is sung by Kamla Shrivastava, Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sharada 1957 album song list for more songs and album details.