Ajnabi Tum Jane Female Lyrics, Singer & Song Details

Hum Sab Ustad Hain 1965 album cover

Hum Sab Ustad Hain 1965 Album Details

Maruti Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Ameeta, Bela Bose, Edwina

album songs
Ajnabi Tum Jane Female
Singer : Lata Mangeshkar

Ajnabi Tum Jane Female Lyrics

Song Title = Ajnabi Tum Jane Female
Movie/album = Hum Sab Ustad Hain (1965)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Asad Bhopali
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Maruti Rao

Mp3 Song Lyrics

((ajnabee

ajnabee tum jane pehchane se lagte ho
yeh badee ajib see bat hai,
ke nayee nayee mulakat hai
phir bhee jane kyon,
ajnabi tum jane pehchane

lagta hai yu khawab hai jese koi dekha hua
kahta hai dil aaj mila hai koi khoya hua
na khayal tumhe na khayal hame
phir bhi jane kyon,
ajnabi tum jane pehchane

kisko khabar pahle mile the hum dono kahan
kab se magar dhund raha tha tumhe mera jahan
na to yaad tumhe, na to yaad hame
phir bhi jane kyon,
ajnabi tum jane pehchane

kitne janam beet gaye hai tumhe paane me
hamne tumhe pyar kiya hai anjane me
na kabhi mile na karib hue
phir bhi jane kyon,
ajnabi tum jane pehchanei..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ajnabi Tum Jane Female

Ajnabi Tum Jane Female is a song from Hum Sab Ustad Hain 1965. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Hum Sab Ustad Hain 1965 album song list for more songs and album details.