Ajnabi Mujhko Itna Bata Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar To Hona Hi Tha 1998 album cover

Pyaar To Hona Hi Tha 1998 Album Details

Anees Bazmee
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Sameer
Ajay Devgan, Kajol

album songs
Ajnabi Mujhko Itna Bata
Singer : Asha Bhosle, Udit Narayan

Ajnabi Mujhko Itna Bata Lyrics

Song Title = Ajnabi Mujhko Itna Bata
Movie/album = Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
Singers = Asha Bhosle, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Karan Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
O kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana
Maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana
Hey kya sochta hoon main kya chaahta hoon hai mushkil tujhe vo bataana
O maine suna hai ki mushkil bada hai dabi chaahaton ko chhupaana
Raaz tere sabhi kholdegi abhi in labhon pe jo muskaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai

Kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana
Begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana
Haan kaise bataoon meri dhadkanon ko banaya hai kisne deewana
O begaane ko apna kehne lagi main bana mera apna begaana
Pyaar ki har ghadi mushkilon ki ladi ye na samjho ye aasaan hai

Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai

Ajnabi mujhko itna bata lalala...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ajnabi Mujhko Itna Bata

Ajnabi Mujhko Itna Bata is a song from Pyaar To Hona Hi Tha 1998. It is sung by Asha Bhosle, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Pyaar To Hona Hi Tha 1998 album song list for more songs and album details.