Ajnabi Kaun Ho Tum Lyrics, Singer & Song Details

Sweekar Kiya Maine 1983 album cover

Sweekar Kiya Maine 1983 Album Details

Zaheer D. Lari
Usha Khanna
Vithalbhai Patel
Vinod Mehra, Shabana Azmi, Prema Narayan

album songs
Ajnabi Kaun Ho Tum
Singer : Lata Mangeshkar

Ajnabi Kaun Ho Tum Lyrics

Song Title = Ajanabi Kaun Ho Tum
Movie/album = Sweekar Kiya Maine (1983)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Vithalbhai Patel
Music Director = Usha Khanna
Director = Zaheer D. Lari

Mp3 Song Lyrics

((Ajanabi kaun ho tum, jabse tumhe dekha hai
Sari duniya meri aankho me simat aayi hai
Ajanabi kaun ho tum, jabse tumhe dekha hai
Sari duniya meri aankho me simat aayi hai
Ajanabi kaun ho tum

Tum to har geet me shamil the, tranum banke
Tum mile ho mujhe phulo ka tabasum banke
Aisa lagta hai ke barso se, shanashayi hai

Ajanabi kaun ho tum, jabse tumhe dekha hai
Sari duniya meri aankho me simat aayi hai
Ajanabi kaun ho tum

Khwab ka rang hakikat me nazar aaya hai
Dil me dhadakan ki tarah koi utar aaya hai
Aaj har saans me shahanai si laharai hai
Ajanabi kon ho tum, jabse tumhe dekha hai
Sari duniya meri aankho me simat aayi hai
Ajanabi kaun ho tum

Koi aahat si, andhero me chamak jati hai
Raat aati hai, to tanhayi mahak jati hai
Tum mile ho ya mohabbat ne gazal gayi hai
Ajanabi kaun ho tum, jabse tumhe dekha hai
Sari duniya meri aankho me simat aayi hai
Ajanabi kaun ho tum..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ajnabi Kaun Ho Tum

Ajnabi Kaun Ho Tum is a song from Sweekar Kiya Maine 1983. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Vithalbhai Patel. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Sweekar Kiya Maine 1983 album song list for more songs and album details.