Ajnabee Hoon Main Lyrics, Singer & Song Details

Shatranj 1969 album cover

Shatranj 1969 Album Details

S S Vasan
Jaikishan Dayabhai Panchal
Hasrat Jaipuri
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman, Mehmood

album songs
Ajnabee Hoon Main
Singer : Lata Mangeshkar

Ajnabee Hoon Main Lyrics

Song Title = Ajnabee Hoon Main
Movie/album = Shatranj (1969)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = S.S. Vasan

Mp3 Songs Lyrics

((Ajnabi hoon main is jahan mein
Meri duniya to kuchh aur hai

Ajnabi hoon main is jahan mein
Meri duniya to kuchh aur hai

Khwab to mera ye nahi nahi
Mera sapana to kuchh aur hai

Uljhano me hai meri jingadi
Uljhano me hai meri jingadi

Jaau main kaha haye bebasi
Gair ki gali gair ka hai ghar

Mera aangana to kuchh aur hai
Ajnabi hoon main is jahan mein
Meri duniya to kuchh aur hai

Ro raha hai dil hans rahi hu mai
Ro raha hai dil hans rahi hu mai

Fir bhi sabka dil rakh rahi hu mai
Fir bhi sabka dil rakh rahi hu mai

Yaha kaun hai mera meharaba
Mera apna to kuchh aur hai

Ajnabi hoon main is jahan mein
Meri duniya to kuchh aur hai

Khwab to mera ye nahi nahi
Mera sapana to kuchh aur hai....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ajnabee Hoon Main

Ajnabee Hoon Main is a song from Shatranj 1969. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Shatranj 1969 album song list for more songs and album details.