Ajab Si Adaayein Hai Lyrics, Singer & Song Details

Om Shanti Om 2007 album cover

Om Shanti Om 2007 Album Details

Farah Khan
Vishal Shekhar
Javed Akhtar
Deepika Padukone, Shah Rukh Khan, Arjun Rampal, Shreyas Talpade, Kirron Kher

album songs
Ajab Si Adaayein Hai
Singer : K. K.

Ajab Si Adaayein Hai Lyrics

Song Title = Ajab Si Adaayein Hai
Movie/Album = Om Shanti Om
Singer(s) = K. K.
Music Director(s) = Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Lyricist(s) = Vishal Dadlani, Javed Akhtar, Kumaar

Mp3 Song Lyrics

((aankhon mein teri, ajab si ajab si adaayein hai - 2
dil ko banade jo patang saansein yeh teri woh haawaaein hai) - 2

aai aisi raat hai jo bhahut khushnaseeb hai
chahe jise door se duniya, woh mere kareeb hai
kitna kuch kehna hai phir bhi hai dil mein saawal kahin
sapno mein jo roj kaha hai, woh phir se kahun ya nahi
aankhon mein teri, ajab si ajab si adaayein hai - 2
dil ko banade jo patang saansein yeh teri woh haawaaein hai

tere saath saath aisa koi noor aaya hai
chaand teri roshni ka halka sa ek saaya hai
teri nazaron ne dil ka kiya jo hashar, asar yeh hua
abb inmein hi doob ke ho jaau paar, yehi hai dua
aankhon mein teri, ajab si ajab si adaayein hai - 2
dil ko banade jo patang saansein yeh teri woh haawaaein hai ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ajab Si Adaayein Hai

Ajab Si Adaayein Hai is a song from Om Shanti Om 2007. It is sung by K. K.. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Vishal Shekhar. Read the lyrics above and view the Om Shanti Om 2007 album song list for more songs and album details.