Ajab Hai Ye Zindagi Lyrics, Singer & Song Details

Bloody Isshq 2013 album cover

Bloody Isshq 2013 Album Details

Arup Dutta
Ashok Bhadra
Rakesh Kumar
Akash, Shilpa Anand, Tripta Parashar

album songs
Ajab Hai Ye Zindagi
Singer : K.K.

Ajab Hai Ye Zindagi Lyrics

song lyrics title = Ajab Hai Ye Zindagi
song lyrics movie = Bloody Isshq 2013
Singer = KK
Director = Arup Dutta
Music Director = Ashok Bhadra
Lyricist = Kumaar

Mp3 Song Lyrics

((Ajab hai Ye zindagi Kahan leke chal padi
safar hai ye kaunsa kisi ko bhi khabar nahi
aa jeele hum do ghadi kya ho kal kya pata

Ajab hai Ye zindagi Kahan leke chal padi
safar hai ye kaunsa kisi ko bhi khabar nahi
Ratein hain dubbi is roshani mein
aa dub jayein, hum bhi khusi mein
bahte he jayein nashe mein zindagi ke -2
chule na humein gum kahin ki kho na jayein hum kahin
abhi jo hai ye samaan wo fir ho ya nahi
aa jee lein hum do ghadi kya ho kal kya pata

Teri nazar se khud ko bachake
le jaunga main dil ko churake
dekh le chahe tu aajma ke-2
ye tu bhi nahi janti, hai khwahesyein kya meri
tuhjhi se tujhe cheen lun irada bus hai yahi
aa jee le hum do ghadi kya ho kal kya pata

Ajab hai Ye zindagi Kahan leke chal padi
safar hai ye kaunsa kisi ko bhi khabar nahi
aa jeele hum do ghadi kya ho kal kya pata..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ajab Hai Ye Zindagi

Ajab Hai Ye Zindagi is a song from Bloody Isshq 2013. It is sung by K.K.. Lyrics are credited to Rakesh Kumar. Music information: Ashok Bhadra. Read the lyrics above and view the Bloody Isshq 2013 album song list for more songs and album details.