Aithbaar Nahi Karna Lyrics, Singer & Song Details

Qayamat 2003 album cover

Qayamat 2003 Album Details

Harry Baweja
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar, Riya Sen,

album songs
Aithbaar Nahi Karna
Singer : Abhijeet, Sadhana Sargam

Aithbaar Nahi Karna Lyrics

Song Title = Aithbaar Nahi Karna
Movie/Album = Qayamat (2003)
Singers = Abhijeet, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Mp3 Song Lyrics

((etbar nahi karna, intazaar nahi karna
etbar nahi karna, intazaar nahi karna
had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
ikrar nahi karna, jan nisaar nahi karna
had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

manzile bichad gayi raste bhi kho gaye
aaye phir na laut ke jo divane ho gaye
chahto ki bebasi duriyo ke gam mile
beqarariya mili chain yar kam mile
beqarar nahi karna, intazar nahi karna
had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna

koi to wafa kare koi to jafa kare
kisko hai pata yaha kaun kya khata kare
aisa na ho ishk me koi dil ko tod de
bich raah me sanam tera sath chhod de
izhar nahi karna, intzar nahi karna
had se bhi jyada tumkisi se pyar nahi karna
had se bhi jyada tumkisi se pyar nahi karna
etbar nahi karna, intazaar nahi karna
had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna
had se bhi zyada tum kisi se pyar nahi karna..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aithbaar Nahi Karna

Aithbaar Nahi Karna is a song from Qayamat 2003. It is sung by Abhijeet, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Qayamat 2003 album song list for more songs and album details.