Aisi Sazaa Deti Hawaa Lyrics, Singer & Song Details

Gulaal 2009 album cover

Gulaal 2009 Album Details

Anurag Kashyap
Piyush Mishra
Piyush Mishra
Kay Kay Menon, Raj Singh Chaudhary, Jesse Randhawa

album songs
Aisi Sazaa Deti Hawaa
Singer : Shilpa Rao

Aisi Sazaa Deti Hawaa Lyrics

Song Title = Aisi Sazaa Deti Hawaa
Movie/Album = Gulaal (2009)
Singers = Shilpa Rao
Lyricists = Piyush Mishra
Music Composer = Piyush Mishra
Director = Anurag Kashyap

Mp3 Song Lyrics

((Aisi Sazaa Deti Hawaa, Tanhai Bhi Tanha Nahi
Aisi Sazaa Deti Hawaa, Tanhai Bhi Tanha Nahi

Neenden Bhi Ab Sone Gayi
Raaton Ko Bhi Parvaah Nahi
Aise Mein Baarish Ki Boondon Se Apni
Saanson Ko Sehla Bhi Do

Badhti Hawaon Ke Jhokho Se Dil Ko
Nagma Koi Laa Bhi Do
Palko Ki Kono Pe Baaithi Nami Ko
Dheeme Se Pighla Bhi Do
Aaaaaaa.Yeh Zindagi Aisi Hi Thi
Tumne Kabhi Jaana Nahi

Jeevan Ki Rahon Mein Aana Ya Jaana
Bata Ke Nahi Hota Hai
Jaate Kahin Hai Magar Jaante Naa
Ki Aana Wahin Hota Hai
Khone Ki Zid Mein Yeh Kyu Bhoolte Ho
Ki Paana Bhi Hota Hai
Wo Pal Abhi Waisa Hi Hai

Choda Tha Jo Jaisa Wahi
Aisi Sazaa Deti Hawaa
Tanhai Bhi Tanha Nahi
Neenden Bhi Ab Sone Gayi
Raaton Ko Bhi Parvaah Nahi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aisi Sazaa Deti Hawaa

Aisi Sazaa Deti Hawaa is a song from Gulaal 2009. It is sung by Shilpa Rao. Lyrics are credited to Piyush Mishra. Music information: Piyush Mishra. Read the lyrics above and view the Gulaal 2009 album song list for more songs and album details.