Aisa Sama Na Hota Lyrics, Singer & Song Details

Zameen Aasman 1984 album cover

Zameen Aasman 1984 Album Details

Bharat Rangachary
Rahul Dev Burman
Anjaan
Sanjay Dutt, Shashi Kapoor, Rekha, Anita Raj

album songs
Aisa Sama Na Hota
Singer : Lata Mangeshkar

Aisa Sama Na Hota Lyrics

Song Title = Aaisa Sama Na Hota
Movie/album = Zameen Aasman (1984)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Bharat Rangachary

Mp3 Song Lyrics

(([Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere hamrahi jo tum na hote
Mere hamrahi jo tum na hote]......[2]

[Mausam yeh na aata, yoon na chhaati yeh ghata
Aise gungunati, yoon na gaati yeh hawa]........[2]
Gul shabnam ke moti na piroute
Mere hamrahi jo tum na hote

Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere hamrahi jo tum na hote
Mere hamrahi jo tum na hote

[Raahein wohi, vaadi wohi badla kuchh nahin
Phir bhi tere milne se hai duniya kyun haseen]......[2]
Kahin khwabon mein hum gum na hote
Mere hamrahi jo tum na hote

Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere hamrahi jo tum na hote
Mere hamrahi jo tum na hote

[Hum tum jo na milte, to na chhaata yeh nasha
Hota kuchh bhi hota, yeh na hota jo hua]......[2]
Yahan milke na dil aise khote
Mere hamrahi jo tum na hote

Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere hamrahi jo tum na hote
Mere hamrahi jo tum na hote ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aisa Sama Na Hota

Aisa Sama Na Hota is a song from Zameen Aasman 1984. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Zameen Aasman 1984 album song list for more songs and album details.