Aisa Na Ho Ke Lyrics, Singer & Song Details

Aakhri Daao 1975 album cover

Aakhri Daao 1975 Album Details

A. Salaam
Laxmikant , Pyarelal
Hasrat Jaipuri
Saira Banu, Jeetendra, Danny Denzongpa

album songs
Aisa Na Ho Ke
Singer : Mohammad Rafi

Aisa Na Ho Ke Lyrics

Song Lyrics Title = Aisa Na Ho Ke
Song Lyrics Movie = Aakhri Daao (1975)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = A. Salaam
Music Label = Polydor Records
Starring = Jeetendra, Saira Banu, Danny Denzongpa, Ranjeet


Mp3 Song Lyrics


Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Aur tum mujhe dhoondha karo
Aur main kabhi mil na paaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun

Aayinagar mujhko nazar jheelon ke
Jhilmil darpan mein tum
Aayin agar mujhko nazar jheelon ke
Jhilmil darpan mein tum
Milne gale jaaungaa main
Ho jaaunga jalwon mein gum
Aur tum mujhe aawaaz doo
Laut kar main na aaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun

Ye dhundh kya jaise dhuaan
Meri hi aahon se paida hua
Ye dhundh kya jaise dhuaan
Meri hi aahon se paida hua
Aashiq hoon main wo dil jala
Lekin tumhi pe shaida hua
Dekha karo chaaron taraf
Aur main kahin chip na jaaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Aur tum mujhe dhoondha karo
Aur main kabhi mil na paaun
Aisa na ho ke in waadiyon mein
Main kho jaaun
Main kho jaaun
Main kho jaaun....


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aisa Na Ho Ke Video

About Aisa Na Ho Ke

Aisa Na Ho Ke is a song from Aakhri Daao 1975. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Aakhri Daao 1975 album song list for more songs and album details.