Aisa Ladka Mila Na Lyrics, Singer & Song Details

Insaniyat Ke Dushman 1987 album cover

Insaniyat Ke Dushman 1987 Album Details

Rajkumar Kohli
Anu Malik
Indeevar
Dharmendra, Shatrughan Sinha, Anita Raj

album songs
Aisa Ladka Mila Na
Singer : Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Aisa Ladka Mila Na Lyrics

Song Lyrics Title = Aisa Ladka Mila Na
Movie/album = Insaniyat Ke Dushman (1987)
Singers = Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer = Anu Malik
Director = Rajkumar Kohli
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho me meri jach jaye
Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho me meri jach jaye
Aisi ladki mili na koi ab tak
Jise main chahu jise
main chahu or bach jaye

Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho me meri jach jaye
Aisi ladki mili na koi ab tak
Jise main chahu jise
main chahu or bach jaye

Kayi hotel me kayi thiyetar me
Kayi rasto me meri khade hai
Kya hai kuware joru ke pyare
Sare hi piche pade hai
He is mandap ke aage pandat ke
Gathbandhan jodunga
Meri priyatma meri badkhama
Tujhko na chodunga
Badham maha
Badham maha badham
Tu kya hai jo pyar se dekhu
Heroines me halchal mach jaye
Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho me meri jach jaye
Aisi ladki mili na koi ab tak
Jise main chahu jise
main chahu or bach jaye

Chahu agar main punjaban patalu
Chahu agar main gujratan patalu
Chahu agar main madrashan patalu
Tu kya bachagi bata
Chahu agar main punjaban patalu
Chahu agar main gujratan patalu
Chahu agar main madrashan patalu
Tu kya bachagi bata
Patna ki main rahne wali
Mujhko patana hai muskil
Usse patungi uski banungi
Jispe aa jaye mera dil
Namumkin hai mehandi
Teri hatho me mere rach jaye
Tu kya bachagi bata
Aisa ladka bana na koi ab tak
Jo aankho me meri jach jaye
Aisi ladki mili na koi ab tak
Jise main chahu jise
main chahu or bach jaye.))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Aisa Ladka Mila Na

Aisa Ladka Mila Na is a song from Insaniyat Ke Dushman 1987. It is sung by Asha Bhosle, Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Insaniyat Ke Dushman 1987 album song list for more songs and album details.