Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985 - Download Mp3 Song

Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985

Ameer Aadmi Gareeb Aadmi 1985

Amjad Khan
Rahul Dev Burman
Nida Fazli
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Rabia Amin

album songs
Aisa Kyon Hota Hai
Singer : Asha Bhosle

Aisa Kyon Hota Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Aisa Kyon Hota Hai
Song Lyrics Movie = Ameer Aadmi Gharib Aadmi (1985)
Singer = Asha Bhosle
Music Composer = Rahul Dev Burman
Lyrics = Nida Fazli

Mp3 Song Lyrics

((aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai...

duniyawalo ke hatho me har dil hum bikate hai
baste basti yahi sabki takdir likhate hai
meri teri mehnat ka yun
sauda kyo hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai...

mera tera khun pasina
sikko me dhalta hai
fir bhi apne ghar me chulha
kam kam hi jalta hai
meri teri jaan ka dushman paisa kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai...

jaane kyu paida hote hai
jaane kyu marte hai
jaane kyu paida hote hai
jaane kyu marte hai
jab tak jeete hai jeene ka
karj adaa karte hai
bemaksad bekaar jeena marna kyo hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai...

kheto se jo fasal ugaaye
bhukhe kyo rahte hai
kapdo ke jo dher lagaye
nange kyo rahte hai
duniya ka kanun humesa andha kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai...))

Posted by : {Anju verma}

Aisa Kyon Hota Hai Video

Video Description :

Aisa Kyon Hota Hai download mp3 song

Recent Tags : Aisa Kyon Hota Hai Lyrics | Aisa Kyon Hota Hai Video Song | Aisa Kyon Hota Hai free play mp3 song | Aisa Kyon Hota Hai free download mp3 song | Aisa Kyon Hota Hai Full Video Song | Free Aisa Kyon Hota Hai movie songs | Aisa Kyon Hota Hai free songs | Aisa Kyon Hota Hai play online | Aisa Kyon Hota Hai free mp3 song download | Aisa Kyon Hota Hai online play Song | Aisa Kyon Hota Hai Hindi Lyrics | Aisa Kyon Hota Hai Lyrics | Aisa Kyon Hota Hai online mp3 songs | Aisa Kyon Hota Hai full songs | Aisa Kyon Hota Hai online music | Aisa Kyon Hota Hai free Video | Aisa Kyon Hota Hai online Video | Aisa Kyon Hota Hai mp3 Download | Free Download Aisa Kyon Hota Hai song