Aisa Champion Kahan Lyrics, Singer & Song Details

Champion 2000 album cover

Champion 2000 Album Details

Padam Kumar
Anu Malik
Javed Akhtar
Sunny Deol, Manisha Koirala

album songs
Aisa Champion Kahan
Singer : Sunidhi Chauhan, Jaspinder

Aisa Champion Kahan Lyrics

Song Title = Aisa Champion Kahan
Movie/Album = Champion (2000)
Singer(s) = Sunidhi Chauhan, Jaspinder Narula
Music Director(s) = Anu Malik
Lyricist(s) = Javed Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((aisa koyee divana aisa koyee mastana, aisa koyee parvana ha ha ha - (2)
dil ko churanewala apna bananewala, jadu jagane wala ha ha ha
patthar ko jo pighalade din me tare dikhlade
karde har mushkil ko aasan, (aisa champion kaha -3)

woh hai pauladee (uska phulo sa dil -3)
rangte hain sare (uske rango me mil -3)
uskee juban jo bole thande pad jaye shole
usne kaha jo woh kiya, (aisa champion kaha -3)

chalta hai woh toh (kabhee rukta nahee -3)
dushman key aage (kabhee jhukta nahee - 3)
woh aage uske pichhe sara jamana bhage
joshila hai woh naujawan, (aisa champion kaha -3)

aisa koyee divana aisa koyee mastana, aisa koyee parvana ha ha ha - (2)
dil ko churanewala apna bananewala, jadu jagane wala ha ha ha
patthar ko jo pighalade din me tare dikhlade
karde har mushkil ko aasan, (aisa champion kaha -6))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aisa Champion Kahan

Aisa Champion Kahan is a song from Champion 2000. It is sung by Sunidhi Chauhan, Jaspinder. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Champion 2000 album song list for more songs and album details.