Ahista Ahista Judne Se Lyrics, Singer & Song Details

Eent Ka Jawab Patthar 1982 album cover

Eent Ka Jawab Patthar 1982 Album Details

Pachhi
None
Naqsh Lyallpuri
Adil Aman, Neeta Mehta, Premnath, Om Parkesh, Ajit, Amjad Khan

album songs
Ahista Ahista Judne Se
Singer : Kishore Kumar

Ahista Ahista Judne Se Lyrics

Song Lyrics Title = Ahista Ahista Judne Se
Song Lyrics Movie = Eent Ka Jawab Patthar (1982)
Singers =Kishore Kumar
Song Lyricists =Naqsh Lyallpuri

Mp3 Song Lyrics

((Aahista aahista judne se ye rishta
Aahista aahista judne se ye rishta
Mai hu tujh pe fida tu hai mujhpe fida
Ab siwa pyar ke hai na koi rasta
Aahista aahista judne se ye rishta
Mai hu tujh pe fida tu hai mujhpe fida
Ab siwa pyar ke hai na koi rasta
Aahista aahista judne se ye rishta

Kya ghabrana kya sharmana
Dil pe jo gujri dil ne jana
Karke bahna dur na jana
Kismat me hai tera deewana
Jo hua so hua ho gaya to kya hua
Jo hua so hua ho gaya to kya hua
Ab siwa pyar ke hai na koi rasta
Aahista aahista judne se ye rishta
Aahista aahista judne se ye rishta

Kal ki kahani ab hai purani
Aaj ubharti aayi jawani
Tab ke irade dil se bhulade
Mahakti aayi sham suhani
Rahke juda juda kya hoga fayda
Rahke juda juda kya hoga fayda
Ab siwa pyar ke hai na koi rasta
Aahista aahista judne se ye rishta
Aahista aahista judne se ye rishta

Aas jagi pyas jagi hai
Ek chingari bhadak rahi hai
Dil ki najar me darde jigar me
Tere siwa aur koi nahi hai
Kuchh teri bhi khata kuchh meri bhi khata
Kuchh teri bhi khata kuchh meri bhi khata
Ab siwa pyar ke hai na koi rasta
Aahista aahista judne se ye rishta
Aahista aahista judne se ye rishta

Mai hu tujh pe fida tu hai mujhpe fida
Ab siwa pyar ke hai na koi rasta
Aahista aahista judne se ye rishta
Aahista aahista judne se ye rishta...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ahista Ahista Judne Se

Ahista Ahista Judne Se is a song from Eent Ka Jawab Patthar 1982. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: None. Read the lyrics above and view the Eent Ka Jawab Patthar 1982 album song list for more songs and album details.