Agar Tum Na Hote Male Lyrics, Singer & Song Details

Agar Tum Na Hote 1983 album cover

Agar Tum Na Hote 1983 Album Details

Lekh Tandon
Rahul Dev Burman
Gulshan Bawra
Rajesh Khanna, Rekha, Raj Babbar, Madan Puri, Asrani

album songs
Agar Tum Na Hote Male
Singer : Kishore Kumar

Agar Tum Na Hote Male Lyrics

Song Lyrics Title = Agar Tum Na Hote
Movie/Album Name = AGAR TUM NA HOTE
Singer(s) = Kishore Kumar
Lyricist = Gulshan Bawra
Music Director = R D Burman


Song Lyrics

((Hamein aur jeene ki chaahat na hoti -2
Agar tum na hote, agar tum na hote

(Tumhen dekhke to lagta hai aise
Bahaaron ka mausam aaya ho jaise) -2
Dikhaayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..

(Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa
Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa) -2
Kinaare pe bhi to leher aa duboti
Agar tum na hote, agar tum na hote
Hamein aur jeene ki..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Agar Tum Na Hote Male Video

About Agar Tum Na Hote Male

Agar Tum Na Hote Male is a song from Agar Tum Na Hote 1983. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Gulshan Bawra. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Agar Tum Na Hote 1983 album song list for more songs and album details.