Agar Tu Hota Lyrics, Singer & Song Details

Baaghi 2016 album cover

Baaghi 2016 Album Details

Sabbir Khan
Ankit Tiwari
Abhendra Kumar Upadhyay
Tiger Shroff, Shraddha Kapoor, Sudheer Babu

album songs
Agar Tu Hota
Singer : Ankit Tiwari

Agar Tu Hota Lyrics

Song Title = Agar Tu Hota
Movie/album = Baaghi (2016)
Singers = Ankit Tiwari
Song Lyricists = Abhendra Kumar Upadhyay
Music Composer = Ankit Tiwari
Director = Sabbir Khan
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Meri raahon mein pade
Tere pairon ke nishaan
Ne kaha, ne kaha...

Teri saanson se judi
Meri saanson ki wafa
Ne kaha, ne kaha...

Girte un aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na hota...

Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum...

Paaon ko the mile zameein ki tarah
Aankhon mein kyun hue nami ki tarah
Dil ko tum kehte the khuda ka hai ghar
Chhod ke kyun gaye ajnabi ki tarah...

Girte un aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na hota...

Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum...

Bin tere dekhun main, zara sa lagun
Gham se hi aaj kal, bhara sa lagun
Chhod de saath na zindagi meri
Soch ke baat ye, dara sa lagun...

Girte un aansuon mein
Kuch toh tujhsa lage hai
Inn ashqon mein main na hota...

Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum
Agar tu hota toh, na rote hum...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Agar Tu Hota

Agar Tu Hota is a song from Baaghi 2016. It is sung by Ankit Tiwari. Lyrics are credited to Abhendra Kumar Upadhyay. Music information: Ankit Tiwari. Read the lyrics above and view the Baaghi 2016 album song list for more songs and album details.