Agar Mujhe Na Mii Tum Lyrics, Singer & Song Details

Kaajal 1965 album cover

Kaajal 1965 Album Details

Ram Maheshwari
Ravi Shankar Sharma
Sahir Ludhianvi
Meena Kumari, Raaj Kumar, Dharmendra

album songs
Agar Mujhe Na Mii Tum
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Agar Mujhe Na Mii Tum Lyrics

Song Title = Agar Mujhe Na Mile Tum
Movie/Album = Kaajal 1965
Singer = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = Ram Maheshwari

Mp3 Song Lyrics

((agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
ke dil ki raah se hokar khushi nahi gujari
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke sirf umar kati jidagi na gujari

gajal ka husn ho tum
najam ka sabab ho tum
sadaye saaz ho tum
nagmaye raaz ho tum
jo dil me subah jagaye vo aaftab ho tum
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
ke dil ki raah se hokar khushi nahi gujari
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
ke sirf umar kati jidagi na gujari

fiza me rang najaro me jaan hai tumse
mere liye jami aasman hai tumse
khyalo khwab ki duniya jawan hai tumse
jawan hai tumse
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke khwab khwab rahe bekasi na gujari
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
ke dil ki raah se hokar khushi nahi gujari

bade yakin se maine ye hath manga hai
ho meri wafa ne hamesha ka sath manga hai
dilo ki pyas ne aabe hayat manga hai
dilo ki pyas ne aabe hayat manga hai
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke khwab khwab rahe bekasi na gujari
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke intjar ki muddat abhi nahi gujari
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke sirf umar kati jidagi na gujari..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Agar Mujhe Na Mii Tum

Agar Mujhe Na Mii Tum is a song from Kaajal 1965. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Kaajal 1965 album song list for more songs and album details.