Afghan Jalebi Maashooq Farebi Lyrics, Singer & Song Details

Phantom 2015 album cover

Phantom 2015 Album Details

Kabir Khan
Pritam Chakraborty
Amitabh Bhattacharya
Saif Ali Khan, Katrina Kaif

album songs
Afghan Jalebi Maashooq Farebi
Singer : Asrar

Afghan Jalebi Maashooq Farebi Lyrics

Song Title = Afghan Jalebi Maashooq Farebi
Movie/album = Phantom (2015)
Singers = Asrar
Song Lyricists = Amitabh Bhattacharya
Music Director = Pritam Chakraborty
Director = Kabir Khan
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Maqtool jigar, ya baba
Qaatil hai nazar, ya baba
Ek maah-jabi, ya baba
Ek noor-e-nabi,ya baba

Rab ki rubaayi, ya baba
Ya hai tabaahi, ya baba
Darram jurrahi, ya baba
Boli ilaahi, ya baba

Afghan jalebi, maashooq farebi
Ghayal hai tera deewana, bhai waah!

Bandook dikha dikha ke,
Kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhaana
Bhai waah, bhai waah

Khwaja ji ke paas,
Teri chugli karunga
Teri chugli karunga,
Haan teri chugli karunga

Angoothi mein qaid,
Teri ungli karunga
Main teri chugli karunga,
Haan teri chugli karunga

Oye dekhe taraazi, banda namaazi
Khel ke baazi, khaa-ma-khaa
Ab thehra na, kisi kaam ka

Heer ka koi, sher suna ke
Ghoont laga ke, jaam ka
Mera meh-khaan mehez naam ka

Oye lakh pe jigar, ya baba
Oye noor-e-nazar ya baba
Ek teer hai tu, ya baba
Main jigar, ya baba

Bandon se nahi toh,
Allah se daregi
Waada toh kabhi nobhana, bhai waah!

Bhai waah bhai waah bhai waah!

Bandook dikha dikha ke,
Kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhaana
Bhai waah, bhai waah

Bhai waah bhai waah bhai waah!

Khwaja ji ke paas,
Teri chugli karunga
Main teri chugli karunga,
Haan teri chugli karunga

Angoothi mein qaid,
Teri ungli karunga
Main teri chugli karunga,
Haan teri chugli karunga

Gul-e-gulzar, ya baba
Mere sardar, ya baba
Bade mansoor, ya baba
Tere rukhsaar ya baba

Shamsheer nigaahein,
Chaabuk si adayeein
Nacheez pe na chalaana
Bhai waah, bhai waah

Bandook dikha dikha ke,
Kya pyaar karegi
Chehra bhi kabhi dikhaana
Bhai waah, bhai waah.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Afghan Jalebi Maashooq Farebi

Afghan Jalebi Maashooq Farebi is a song from Phantom 2015. It is sung by Asrar. Lyrics are credited to Amitabh Bhattacharya. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Phantom 2015 album song list for more songs and album details.