Aesi Lagi Jaisi Koi Mithi Lyrics, Singer & Song Details

Door Nahin Manzil 1973 album cover

Door Nahin Manzil 1973 Album Details

Hari Walia
Jaikishan, Shankar
Indeevar
Faryal, Heena Kausar, Durga Khote

album songs
Aesi Lagi Jaisi Koi Mithi
Singer : Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor

Aesi Lagi Jaisi Koi Mithi Lyrics

Song Title = Aesi Lagi Jaisi Koi Mithi
Movie/Album = Door Nahin Manzil 1973
Singer =Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur, Sharda
Lyricist =Indeevar
Music Director =Shankar Jaikishan, Roshan
Film Director =Homi Wadia

Mp3 Song Lyrics

((tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan
bhigti rat me jal utha jal utha tanbadan
hey hey
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan
sahmi si hai ye roshni jhilmil sa hai gora ye tan
sahmi si hai ye roshni jhilmil sa hai gora ye tan
tan pe tere sambhle nahi
dhalka hua ye pahran
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan
bhigti rat me jal utha jal utha tanbadan
hoye hoye
tum mujhe

aankho me range haya hotho pe hansti kiran
aankho me range haya hotho pe hansti kiran
galo pe hai bahki hui pyase mere gul ki daphan
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan
bhigti rat me jal utha jal utha tanbadan
hey hey
tum mujhe

sharma ke tu aise na ja takrake tu aise na ja
sharma ke tu aise na ja takrake tu aise na ja
jaise ude barse bina udi koi kali ghata
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan
bhigti rat me jal utha jal utha tanbadan
hey hey
tum mujhe aisi lagi jaise koi mithi agan..))

Posted by :{ Anamika Tyagi }

About Aesi Lagi Jaisi Koi Mithi

Aesi Lagi Jaisi Koi Mithi is a song from Door Nahin Manzil 1973. It is sung by Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Door Nahin Manzil 1973 album song list for more songs and album details.