Aeji Aeji Yaad Rakhna Lyrics, Singer & Song Details

Daku Mansoor 1934 album cover

Daku Mansoor 1934 Album Details

Nitin Bose
Krishna Kamal
Pandit Gaafil
Husn Banu, Prithviraj Kapoor, Pahadi Sanyal

album songs
Aeji Aeji Yaad Rakhna
Singer : Mubarak Begum

Aeji Aeji Yaad Rakhna Lyrics

Song Title = Aeji Aeji Yaad Rakhna
Movie/Album = Daku Mansoor (1934)
Singers = Mubarak Begum
Song Lyricists = Pandit Gaafil
Music Director = Krishna Kamal
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta
Sun rahi hai zamee
Sun raha aasma
Sun rahi hai zamee
Sun raha aasma
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta

O chand taro ki mehfil
Mein tune kaha
Jare jare ne ulfat ka
Nagma suna
Bhul jana ise ab na
Aye meri jaan
Bhul jana ise ab na
Aye meri jaan
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta

Ho yaad rakhna sanam
Pyar ki baat ko
Aaj ki raat ko
Ho zindagi ki haseen is
Mulakat ko
Dekh kar khil utha hai
Jise gulsita
Dekh kar khil utha hai
Jise gulsita
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta

Ho jab tlak chand suraj
Sitare rahe
Ho tum humare raho
Hum tumhare rahe
Ho jaha mein mohabbat
Ka ucha nisha
Ho jaha mein mohabbat
Ka ucha nisha
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aeji Aeji Yaad Rakhna

Aeji Aeji Yaad Rakhna is a song from Daku Mansoor 1934. It is sung by Mubarak Begum. Lyrics are credited to Pandit Gaafil. Music information: Krishna Kamal. Read the lyrics above and view the Daku Mansoor 1934 album song list for more songs and album details.