Ae Kash Kahi Lyrics, Singer & Song Details

Mohra 1994 album cover

Mohra 1994 Album Details

Rajiv Rai
None
None
Akshay Kumar, Naseeruddin Shah, Suniel Shetty, Raveena Tandon, Paresh Rawal, Kul

album songs
Ae Kash Kahi
Singer : Kumar Sanu

Ae Kash Kahi Lyrics

Song Title = Ae Kash Kahi
Movie/Album = Mohra (1994)
Singer = Kumar Sanu

Mp3 Song Lyrics

((ae kash kahi aisa hota, ke do dil hote sine me
ae kash kahi aisa hota, ke do dil hote sine me
ik toot bhi jata ishq me to
ik toot bhi jata ishq me to
taklif na hoti jine me
taklif na hoti jine me
ae kash kahi aisa hota, ke do dil hote sine me

sach kahte hai,
sach kahte hai, log ke pi kar ranj nasha ban jata hai
koi bhi ho rog ye dil ka dard dawa ban jata hai
aag lagi ho is dil me to
aag lagi ho is dil me to
harz hai kya phir pine me
to harz hai kya phir pine me
ae kash kahi aisa hota, ke do dil hote sine me
ik toot bhi jata ishq me to
ik toot bhi jata ishq me to
taklif na hoti jine me
taklif na hoti jine me

bhool nahi sakta ye sadma yaad hamesha ayega
kisi ne aisa dard diya jo barso mujhe tadpayega
bhar nahi sakte zakhm ye dil ke
bhar nahi sakte zakhm ye dil ke
koi sal mahine me
koi sal mahine me
ae kash kahi aisa hota, ke do dil hote sine me
ik toot bhi jata ishq me to
ik toot bhi jata ishq me to
taklif na hoti jine me
taklif na hoti jine me
ae kash kahi aisa hota, ke do dil hote sine me...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ae Kash Kahi

Ae Kash Kahi is a song from Mohra 1994. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mohra 1994 album song list for more songs and album details.