Ae Ishq Mujhe Kuchh Yaad Lyrics, Singer & Song Details

Daana Paani 1953 album cover

Daana Paani 1953 Album Details

V.M. Vyas
Mohan Junior
Kaif Irfani
Bharat Bhushan, Meena Kumari

album songs
Ae Ishq Mujhe Kuchh Yaad
Singer : Akhtari Bai Faizabad

Ae Ishq Mujhe Kuchh Yaad Lyrics

Song Title = Ae Ishq Mujhe Kuchh Yaad Nahin Hai
Movie/Album = Daana Paani
Singers = Akhtari Bai Faizabad (Begum Akhtar)
Song Lyricists = Kaif Irfani
Music Composer = Mohan Junior

Mp3 Song Lyrics

((aaa aaa aaa aaa aaa aaa
ae ishq mujhe aur to kuchh yaad nahin hai
ae ishq mujhe aur to kuchh yaad nahin hai
haan dil mera barbaad hai
aabaad nahin hai
haan dil mera barbaad hai
aabaad nahin hai

ye dil ki lagi hai
to koi khaaq jiyegaa
ye dil ki lagi hai
to koi khaaq jiyegaa
ab naam bhi jeene ka mujhe
yaad nahin hai
ab naam bhi jeene ka mujhe
yaad nahin hai
ab naam bhi

duniyaa ko mubaarak ho
ye aazaad zamaanaa
duniyaa ko mubaarak ho
ye aazaad zamaanaa
jo pyaar ka qaidi hai wo
aazaad nahin hai
jo pyaar ka qaidi hai wo
aazaad nahin hai
jo pyaar ka..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ae Ishq Mujhe Kuchh Yaad

Ae Ishq Mujhe Kuchh Yaad is a song from Daana Paani 1953. It is sung by Akhtari Bai Faizabad. Lyrics are credited to Kaif Irfani. Music information: Mohan Junior. Read the lyrics above and view the Daana Paani 1953 album song list for more songs and album details.