Achko Machko Ka Lyrics, Singer & Song Details

Itihaas 1997 album cover

Itihaas 1997 Album Details

Raj Kanwar
Dilip Sen, Sameer Sen
Sameer
Ajay Devgn, Twinkle Khanna, Amrish Puri

album songs
Achko Machko Ka
Singer : Alka Yagnik

Achko Machko Ka Lyrics

Song Lyrics Title = Achko Machko Ka
Song Lyrics Movie = Itihaas (1997)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Raj Kanwar

Mp3 Song Lyrics

((achko machko ka karoon raam
achko machko ka karoon raam

ho gora mukhda hai
gora mukhda hai us pe lat kaali
achko machko ka karoon raam
gora mukhda hai us pe lat kaali
achko machko ka karoon raam
satrah se main attarah hone waali
achko machko ka karoon raam
satrah se main attarah hone waali
achko machko ka karoon raam
mera joban hai
mera joban hai phulva ki daali
achko machko ka karoon raam
mera joban hai phulva ki daali
achko machko ka karoon raam
satrah se main attarah hone waali
achko machko ka karoon raam
satrah se main attarah hone waali
achko machko ka karoon raam
gora mukhda hai

jab jab dekhoon main aaina sharm mujhe

kyun aaye
anjaani si pyaas uthe koi naagin si das

jaaye
koyi kaanta chubha kya are na re na
kahin dard hua kya are na na na
chhod mujhe gori na kar jora jori
baat kisi ki bhi main maanoon na
pehle gul thi
ho pehle gul thi ab gulnaar hui
achko machko ka karoon raam
aisi haalat to pehli baar hui
achko machko ka karoon raam
ye jawaani badi dushvaar hui
achko machko ka karoon raam
gora mukhda hai

dhire dhire bachpan beeta lambi ho gayi

chhoti
jab se aayi mast jawaani ho gayi kurti

chhoti
koi sapnon mein aaya are na re na
saari raat jagaya na na na na
bol sakhi aise gazab hua kaise
ye kaisa zehar hai main jaanoon na
meri choli ke
ho meri choli ke toote sab dhaage
achko machko ka karoon raam
dhak dhak jiyara pe current laage
achko machko ka karoon raam
raam jaane na kya hoga aage
achko machko ka karoon raam
gora mukhda hai
ho gora mukhda hai us pe lat kaali
achko machko ka karoon raam
gora mukhda hai us pe lat kaali
achko machko ka karoon raam
satrah se main attarah hone waali
achko machko ka karoon raam
achko machko ka karoon raam
achko machko ka karoon raam))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Achko Machko Ka

Achko Machko Ka is a song from Itihaas 1997. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Itihaas 1997 album song list for more songs and album details.