Achikoo Bachikoo Kachikoo Lyrics, Singer & Song Details

Army 1996 album cover

Army 1996 Album Details

Raam Shetty
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sridevi, Shah Rukh Khan, Harish

album songs
Achikoo Bachikoo Kachikoo
Singer : Sadahan Sargam, Udit Narayan

Achikoo Bachikoo Kachikoo Lyrics

Song Lyrics = Achiku Bachiku Kachiku
Song Lyrics Movie or Album = Army 1996
Singer(s) = Sadahan Sargam, Udit Narayan & Chorus
Music Director(s) = Anand Milind
Lyricist(s) = Sameer


Song Lyrics

achiku bachiku kachiku sabse pyara hai munna too - (2)
chand aa gaya iss jamin pe roshani huyi harzu - (2)
achiku bachiku kachiku sabse pyara hai munna too - (2)

din gujar gaya rat ho gayi, chanda mama aao khir toh khilao - (2)
aaj kuchh nayi bat ho gayi, mummy ko nachhao nach ke dikhao
dekh toh ladle har jagah har taraf chal gaya hai tera jadu

achiku bachiku kachiku sabse pyara hai munna too - (2)
chand aa gaya iss jamin pe roshani huyi harzu - (2)
achiku bachiku kachiku sabse pyara hai munna too - (2)

mera roeo hai mera rang hai, ek din banunga mai bhi papa jaisa - (2)
mere pas hai mere sang hai, toh bana khilona aur koia aisa
too mujhe mil gaya, mil gayi har khushi mujhpe naa hai mera kabu

achiku bachiku kachiku sabse pyara hai munna too - (2)
chand aa gaya iss jamin pe roshani huyi harzu - (2)
achiku bachiku kachiku sabse pyara hai munna too - (2)


Posted by : {Anamika Tyagi}

Achikoo Bachikoo Kachikoo Video

About Achikoo Bachikoo Kachikoo

Achikoo Bachikoo Kachikoo is a song from Army 1996. It is sung by Sadahan Sargam, Udit Narayan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Army 1996 album song list for more songs and album details.