Achha Hi Hua Dil Toot Lyrics, Singer & Song Details

Maa Bahen Aur Biwi 1974 album cover

Maa Bahen Aur Biwi 1974 Album Details

Harbans Kumar
Sharda Rajan Iyengar
Qamar Jalalabadi
Kabir Bedi, Prema Narayan, Raj Kishore

album songs
Achha Hi Hua Dil Toot
Singer : Mohammed Rafi

Achha Hi Hua Dil Toot Lyrics

Song Title = Achha Hi Hua Dil Toot
Movie/album = Maa Bahen Aur Biwi (1974)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi, Vedpal Verma
Music Director = Sharda Rajan Iyengar
Director = Harbans Kumar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Achha hi hua dil toot gaya
Achha hi hua dil toot gaya
Achha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam e wafa
Achha hi hua dil toot gaya
Achha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam e wafa
Achha hi hua dil toot gaya

Tha jinka roop nigaho mein
Wo hai gairo ki baho mein
Tha jinka roop nigaho mein
Wo hai gairo ki baho mein
Kis bat ka badla mujhse liya
Haye mujhse liya
Achha hi hua dil toot gaya
Achha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam e wafa
Achha hi hua dil toot gaya

Nakli the phool mohabbat ke
Jhuthe the wade ulfat ke
Nakli the phool mohabbat ke
Jhuthe the wade ulfat ke
Har bandhan se main chhut gaya
Haye chhut gaya
Achha hi hua dil toot gaya
Achha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam e wafa
Achha hi hua dil toot gaya

Dil mein to socha kya kya tha
Tera pyar to ret ka dariya tha
Dil mein to socha kya kya tha
Tera pyar to ret ka dariya tha
Na tair saka na dub saka
Na dub saka
Achha hi hua dil toot gaya
Achha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam e wafa
Achha hi hua dil toot gaya
Achha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam e wafa
Achha hi hua dil toot gaya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Achha Hi Hua Dil Toot

Achha Hi Hua Dil Toot is a song from Maa Bahen Aur Biwi 1974. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Sharda Rajan Iyengar. Read the lyrics above and view the Maa Bahen Aur Biwi 1974 album song list for more songs and album details.