Achha Hai Tera Nishana Lyrics, Singer & Song Details

Khara Khota 1981 album cover

Khara Khota 1981 Album Details

B.R. Ishara
Babla Mehta
Indeevar, Anjaan
Raj Kiran, Sarika, Purnima Razi, Bharat Bhushan

album songs
Achha Hai Tera Nishana
Singer : Kanchan, Kishore Kumar, Asha

Achha Hai Tera Nishana Lyrics

Song Title = Achha Hai Tera Nishana
Movie/Album = Khara Khota (1981)
Singer = Kanchan, Kishore Kumar, Asha Bhosle
Lyricist =Indeevar, Anjaan
Music Director =Babla
Film Director =B R Ishara
Film Producer =I M Kunnu

Mp3 Song Lyrics

((achha hai tera nishana to kya
har dil hai tera diwana to kya
achha hai tera nishana to kya
har dil hai tera diwana to kya
ye diwane ye kya jane
ye diwane ye kya jane
ye diwane kya jane
mai to janu tu to jane
tera irada hai kya

achha hai tera nishana to kya
har dil hai tera diwana to kya
ye diwane ye kya jane
ye diwane kya jane
mai to janu tu to jane
tera irada hai kya

husn tera jo bhi dekhe
jo bhi dekhe ho diwana tera
ho diwana
dil chura ke dil se khele
di se khele ye adaye teri
janejana
dil ke bahane tu ye jaan le le
tauba bahana tera

achha hai tera nishana to kya
har dil hai tera diwana to kya
ye diwane ye kya jane
ye diwane kya jane
mai to janu tu to jane
yaro se wada hai kya
achha hai tera nishana to kya
har dil hai tera diwana to kya

tu kya jane pyar kya hai
pyar tere liye to hai yaha ek hawa
jan ke bhi ye na jane
ye na jane husn to hai tera ek chhalava
pyar me sau sau yaar badalna
kissa purana tera
achha hai tera nishana to kya
har dil hai tera diwana to kya
ye diwane ye kya jane
ye diwane kya jane
mai to janu tu to jane
tera irada hai kya
achha hai tera nishana to kya
har dil hai tera diwana to ky.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Achha Hai Tera Nishana

Achha Hai Tera Nishana is a song from Khara Khota 1981. It is sung by Kanchan, Kishore Kumar, Asha. Lyrics are credited to Indeevar, Anjaan. Music information: Babla Mehta. Read the lyrics above and view the Khara Khota 1981 album song list for more songs and album details.