Achchha Hua Tum Mil Gaye Lyrics, Singer & Song Details

Meri Aawaz Suno 1981 album cover

Meri Aawaz Suno 1981 Album Details

Rajendra Singh Babu
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Hema Malini, Parveen Babi

album songs
Achchha Hua Tum Mil Gaye
Singer : Asha Bhosle

Achchha Hua Tum Mil Gaye Lyrics

Song Title = Achchha Hua Tum Mil Gaye
Movie/Album = Meri Aawaz Suno (1981)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = S.V. Rajendra Singh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

(( Achchha hua tum mil gaye
Achchha hua tum mil gaye
Yado ke phul khil gaye
Khil gaye, khil gaye
Achchha hua tum mil gaye
Yado ke phul khil gaye
Warna tumse milne ka arman rah jata
Warna tumse milne ka arman rah jata
Tadap ke sine main
Ye dil nadan rah jata
Zakhme jigar chhil gaye
Chhil gaye chhil gaye
Achchha hua tum mil gaye
Yado ke phul khil gaye

Na meri doli nikli
Na baje shehnayi
Na meri doli nikli
Na baje shehnayi
Meri kismat mein likhi thi
Kuchh aisi ruswayi
Dono jaha hil gaye
Hil gaye hil gaye
Achchha hua tum mil gaye
Yado ke phul khil gaye

Mujhko yaad bahut aayi
Apno ki gairo me
O mujhko yaad bahut aayi
Apno ki gairo me
Naste nachete sale
Pad gaye mere pairo mein
Phulo se paanv sil gaye
Sil gaye sil gaye
Achchha hua tum mil gaye
Yado ke phul khil gaye

Na mera koi rasta
Na koi manjil hai
Kaha suna maf mera
Phir milna mushkil hai
Kaha suna maf mera
Phir milna mushkil hai
Milna tha aaj mil gaye
Mil gaye mil gaye
Achchha hua tum mil gaye
Yado ke phul khil gaye
Khil gaye, khil gaye
Achchha hua tum mil gaye
Yado ke phul khil gaye...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Achchha Hua Tum Mil Gaye

Achchha Hua Tum Mil Gaye is a song from Meri Aawaz Suno 1981. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Meri Aawaz Suno 1981 album song list for more songs and album details.