Acha Sila Diya Tune Lyrics, Singer & Song Details

Bewafa Sanam 1995 album cover

Bewafa Sanam 1995 Album Details

Gulshan Kumar
Nikhil, Vinay
Attaullah Khan Esakhelvi
Krishna Kumar, Shilpa Shirodkar, Sagar

album songs
Acha Sila Diya Tune
Singer : Sonu Nigam

Acha Sila Diya Tune Lyrics

Song Lyrics Title = Acha Sila Diya Tune Mere Pyar
Song Lyrics Movie = Bewafa Sanam
Singer = Sonu Nigam
Song Lyricists = Attaullah Khan Esakhelvi
Music Composer = Nikhil, Vinay
Director = Gulshan Kumar
Music Label = T-series

Mp3 Song Lyrics

((Na Din Ko Sukoon Shaakir
Na Raat Ko Sukoon Hai
Ye Kaisa Humpe Umar, Ishq Ka Junoon Hai

Jo Rachaye Hai Tune, Haath Mehndi Se
Wo Mehndi Nahi Hai, Mere Dil Ka Khoon Hai

(acha Sila Diya Tune Mere Pyar Ka X 2
Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar Ka) X 2

Acha Sila Diya Tune Mera Pyar KaO

(mere Pyar Waale Sabhi Phool Murjhaye
Kaante Ye Fizawon Waale Saare Mere Hisse Aa Gaye) X 2
Raas Na Aaya Mujhe Sapna Bahaar Ka X 2
Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar Ka

(acha Sila Diya Tune Mere Pyar Ka X 2
Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar Ka) X 2

Acha Sila Diya Tune Mera Pyar KaO

(ashkon Ki Maala Mere Gale Pehna Ke
Khush Hai Wo Ghar Kisi Aur Ka Basa Ka) X 2
Kar Diya Khoon Dekho Mere Aitbaar Ka X 2
Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar KaO

(acha Sila Diya Tune Mere Pyar Ka X 2
Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar Ka) X 2

Acha Sila Diya Tune Mera Pyar KaO

(naaz Tere Mar Ke Bhi Hans Ke Uthaye Hai
Ashkon Ke Moti Teri Yaad Me Bahaye Hai) X 2
Sun Kabhi Shor Meri Dil Ki Pukaar Ka X 2
Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar Ka

(acha Sila Diya Tune Mere Pyar Ka X 2
Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar Ka) X 2

Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar KaO

Yaar Ne Hi Lut Liya Ghar Yaar KaO..))


Posted by : { Anamika Tyagi }

Acha Sila Diya Tune Video

About Acha Sila Diya Tune

Acha Sila Diya Tune is a song from Bewafa Sanam 1995. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Attaullah Khan Esakhelvi. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Bewafa Sanam 1995 album song list for more songs and album details.