Ab Tum Aaye Ho To Lyrics, Singer & Song Details

Humlaa 1992 album cover

Humlaa 1992 Album Details

N. Chandra
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Anil Kapoor, Meenakshi Sheshadri, Kimi Katkar

album songs
Ab Tum Aaye Ho To
Singer : Amit Kumar, Alka Yagnik

Ab Tum Aaye Ho To Lyrics

Song Title = Ab Tum Aaye Ho To
Movie/Album = Humlaa (1992)
Singer = Udit Narayan, Amit Kumar, Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist =Anand Bakshi
Music Director =Laxmikant Pyarelal
Film Director =N Chandra

Mp3 Song Lyrics

((in aankho ke raste kisi k is dil me
hum nahi aane denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge
in aankho ke raste kisi k is dil me
hum nahi aane denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge

sun lo zara ye gor se
kachhe dhage ki dor se
sun lo zara ye gor se
kachhe dhage ki dor se
bandh lenge hum tumhe zor se
ab tumko hum kisi aur se
dil nahi lagane denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge

jab chahe bula lena sine se laga lena
jab chahe bula lena sine se laga lena
palko pe bitha lena tum tir chala lena
ha hum tumko nishane denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge

tumko hai hamari kasam
lambi bat hai ye sanam
tumko hai hamari kasam
lambi bat hai ye sanam
dekho rat baki hai kam
ab koi bahana hum tumko
ab na banane denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge
in aankho ke raste kisi k is dil me
hum nahi aane denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge
ab tum aaye ho to jane nahi denge...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ab Tum Aaye Ho To

Ab Tum Aaye Ho To is a song from Humlaa 1992. It is sung by Amit Kumar, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Humlaa 1992 album song list for more songs and album details.