Ab To Nahin Duniya Mein Lyrics, Singer & Song Details

Nadaan 1943 album cover

Nadaan 1943 Album Details

Zia Sarhadi
Kaushik Dutta
Zia Sarhadi
Aman, Jehan, Masood

album songs
Ab To Nahin Duniya Mein
Singer : Noor Jehan

Ab To Nahin Duniya Mein Lyrics

Song Title = Ab To Nahin Duniya Mein
Movie/Album = Nadaan 1943
Singers = Noor Jehan
Song Lyricists = Zia Sarhadi
Music Director = Kaushik Dutta

Mp3 Song Lyrics

((Ab to nahi duniya me kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya me kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana

Ab kisse kahe kaun sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se lachar hue hai
Halat ke sitam se lachar hue hai
Ab kisse kahe kaun sune apna fasana
Dushman hai zamana
Ab kisse kahe kaun sune apna fasana
Dushman hai zamana

Halat ke sitam se lachar hue hai
Halat ke sitam se lachar hue hai
Sab kaam tumhare bina dushwar hue hai
Sab kaam tumhare bina dushwar hue hai
Lekin abhi tak muh se aah na bharenge
Lekin abhi tak muh se aah na bharenge
Sab sehte rahenge
Ban jayenge sabke zulmo ka nishana
Dushman hai zamana
Ab to nahi duniya me kahi apna thikana
Dushman hai zamana
Dushman hai zamana......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ab To Nahin Duniya Mein

Ab To Nahin Duniya Mein is a song from Nadaan 1943. It is sung by Noor Jehan. Lyrics are credited to Zia Sarhadi. Music information: Kaushik Dutta. Read the lyrics above and view the Nadaan 1943 album song list for more songs and album details.