Ab To Hum Hain Lyrics, Singer & Song Details

Jaan E Wafa 1990 album cover

Jaan E Wafa 1990 Album Details

Rukun
Mohammed Zahur Khayyam
Bashar Nawaz
Farooq Shaikh, Rati Agnihotri, Pradeep Khayyam

album songs
Ab To Hum Hain
Singer : Asha Bhosle

Ab To Hum Hain Lyrics

Song Title = Ab To Hum Hain
Movie/album = Jaan-E-Wafa (1990)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Bashar Nawaz
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Rukun

Mp3 Song Lyrics

((Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan

Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Arzoo the zindagi
The jaan the
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan

Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Un fasano ki haqiqat kya bhala
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gehraiyan...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ab To Hum Hain

Ab To Hum Hain is a song from Jaan E Wafa 1990. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Bashar Nawaz. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Jaan E Wafa 1990 album song list for more songs and album details.