Ab To Baha Le Ankhon Se Lyrics, Singer & Song Details

Jhoom Utha Akash 1974 album cover

Jhoom Utha Akash 1974 Album Details

Y N Kapoor
Kanti Kiran
Siraj Agazi
Sujit Kumar, Anita, Laxmi Chhaya, Gama, Bharat Bhushan, Abhi Bhattacharya

album songs
Ab To Baha Le Ankhon Se
Singer : Mohammed Rafi

Ab To Baha Le Ankhon Se Lyrics

Song Lyrics Title = Ab To Baha Le Ankhon Se
Movie/Album = Jhoom Utha Akash (1970)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Siraj Agazi
Music Composer = Kanti Kiran
Director = Y N Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Ab to baha le aankho se aasu
Bhagwan are bhagwan tujhe
Rona hi padega
Ab to baha le aankho se aasu

Khet hai pyase dharti hai sukhi
Ruthi hai kismat ujadi hai nagri
Sabar ka daman chhut gaya hai
Aas ka bandhan tut gaya hai
Ab bhi agar tu sath na dega
Dil se tera vishwas uthega
Bhagwan are bhagwan tujhe
Rona hi padega
Ab to baha le aankho se aasu

Jaan ke sab anjan bana hai
Kahe ko phir bhagwan bana hai
Nain tere chhalka ke rahunga
Patthar ko pighla ke rahunga
Aaj na meri baat sunega
Ho kaun tujhe bhagwan kahega
Tujhe rona hi padega
Tujhe rona hi padega bhagwan....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ab To Baha Le Ankhon Se

Ab To Baha Le Ankhon Se is a song from Jhoom Utha Akash 1974. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Siraj Agazi. Music information: Kanti Kiran. Read the lyrics above and view the Jhoom Utha Akash 1974 album song list for more songs and album details.