Ab Tak Na Aaye Saawariya Lyrics, Singer & Song Details

Khamosh Nigahein 1986 album cover

Khamosh Nigahein 1986 Album Details

Ajay Sharma
Ravi Shankar Sharma
Ravi Shankar Sharma
Iftekhar, Deepti Naval, Rakesh Roshan

album songs
Ab Tak Na Aaye Saawariya
Singer : Lata Mangeshkar

Ab Tak Na Aaye Saawariya Lyrics

Song Title = Ab Tak Na Aaye Sanwariya
Movie/album = Khamosh Nigahen (1986)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Ravi Shankar Sharma
Music Composer = Ravi Shankar Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Ab tak na aaye sanwariyaa
Jaane kyaa baat huyi
Din doobaa raat huyi
Din doobaa raat huyi
Ab tak na aaye sanwariyaa
Jaane kyaa baat huyi
Din doobaa raat huyi
Din doobaa raat huyi

Kab se baith aas lagaaye
Raah mein unnki.
Naainaa bichhaaye ae ae
Kab se baithi aas lagaaye
Raah mein unnki
Naainaa bichhaaye
Pal bhar bhi mujhko
Chain na aaye
Ab tak na aaye sanwariyaa
Jaane kyaa baat huyi
Din doobaa raat huyi
Din doobaa raat huyi

Chhipne lage hain
Taare gagan ke
Koi na jaane
Dukh mere mann ke
Chhipne lage hain
Taare gagan ke
Koi naa jaane
Dukh mere mann ke
Sonaa chaahoon
Neend naa aaye
Ab tak na aaye sanwariyaa
Jaane kyaa baat huyi
Din doobaa raat huyi
Din doobaa raat huyi

Ek ek pal yug yug saa laage
Toote sab dheeraj ke dhaage
Ek ek pal yug yug saa laage
Toote sab dheeraj ke dhaage
Dil ki uljhan badhti jaaye
Ab tak na aaye sanwariyaa
Jaane kyaa baat huyi
Din doobaa raat huyi
Din doobaa raat huyi
Ab tak na aaye sanwariya
Jaane kyaa baat huyi
Din doobaa raat huyi
Din doobaa raat huyi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ab Tak Na Aaye Saawariya

Ab Tak Na Aaye Saawariya is a song from Khamosh Nigahein 1986. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Ravi Shankar Sharma. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Khamosh Nigahein 1986 album song list for more songs and album details.