Ab Raat Guzarnewaali Hai Lyrics, Singer & Song Details

Awara 1951 album cover

Awara 1951 Album Details

Raj Kapoor
Jaikishan , Shankar
Hasrat Jaipuri
Prithviraj Kapoor, Nargis, Raj Kapoor

album songs
Ab Raat Guzarnewaali Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Ab Raat Guzarnewaali Hai Lyrics

Song Title = Ab Raat Guzarnewaali Hai
Movie/album = Awaara (1951)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Raj Kapoor
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Aajao tadapte hain armaan

Aajao tadapte hain armaan

Ab raat guzarne wali hai

Ab raat guzarne wali hai

Maein roun yahan tum chup ho wahan

Ab raat guzarne wali hai

Ab raat guzarne wali hai



O chand ki rangat udhane lagi

O taaron ke dil ab doob gaye

Hai dard bhara bechain sama

Ab raat guzarne wali hai

Ab raat guzarne wali hai



Iss chand ki doli mein aaye nazar

Yeh raat ki dulhan chal di kidhar

Aawaz do tum ho kahan

Ab raat guzarne wali hai



Ghabra ke nazar bhi haar gayi

Ghabra ke nazar bhi haar gayi

Taqdeer ko bhi neend aane lagi aane lagi

Tum aate nahin mein jaaun kahan

Ab raat guzarne wali hai

Ab raat guzarne wali hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ab Raat Guzarnewaali Hai Video

About Ab Raat Guzarnewaali Hai

Ab Raat Guzarnewaali Hai is a song from Awara 1951. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan , Shankar. Read the lyrics above and view the Awara 1951 album song list for more songs and album details.