Ab Mujhe Chand Sitaron Ki Lyrics, Singer & Song Details

Jogi 1982 album cover

Jogi 1982 Album Details

Huda Bihari
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Prem Parashar, Aruna Irani, Nadira, Murad

album songs
Ab Mujhe Chand Sitaron Ki
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Ab Mujhe Chand Sitaron Ki Lyrics

Song Title = Ab Mujhe Chand Sitaron Ki
Movie/Album = Jogi (1982)
Singers =Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists =Shakeel Badayuni
Music Director =Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director =Huda Bihari

Mp3 Song Lyrics

((Tumhare husn se jagmag hai jindagi apni
Kaha ye chand se le jaye roshni apni
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Mil gaye tum to baharo ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand

Mujhko thi jiski tamnna wahi dildar mila
Mujhko thi jiski tamnna wahi dildar mila
Muskurati hui aankho se mujhe pyar mila
Dil ko dariya ke saharo ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Mil gaye tum to baharo ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand

Kam nahi dil ki tasalli to tumhare jalwe
Kam nahi dil ki tasalli to tumhare jalwe
Ek surat mein simat aaye hai sare jalwe
Ab nigaho ko najaro ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Mil gaye tum to baharo ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand

Zindagi pyar ke tufan se takrayi hai
Zindagi pyar ke tufan se takrayi hai
Dil ki har mauj khushi banke ubhar aayi hai
Meri kashti ko kinaro ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Mil gaye tum to baharo ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand sitaron ki jarurat na rahi
Ab mujhe chand....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ab Mujhe Chand Sitaron Ki

Ab Mujhe Chand Sitaron Ki is a song from Jogi 1982. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Jogi 1982 album song list for more songs and album details.