Ab Kya Karenge Lyrics, Singer & Song Details

Khosla Ka Ghosla 2006 album cover

Khosla Ka Ghosla 2006 Album Details

Dibakar Banerjee
Bapi, Tutul
Jaideep Sahni
Anupam Kher, Boman Irani, Parvin Dabas, Vinay Pathak, Ranvir Shorey

album songs
Ab Kya Karenge
Singer : Adnan Sami

Ab Kya Karenge Lyrics

Song Title = Ab Kya Karenge
Movie/Album = Khosla Ka Ghosla (2006)
Singer = Adnan Sami
Lyricist = Jaideep Sahni
Music Director = Bapi, Tutul, Dhruv Ghanekar
Film Director = Dibakar Banerjee

Mp3 Song Lyrics

((ab kya karenge bhai, ab kaha jayenge bhaiye
ab kya karenge kya karenge bhaiye
ab kya karenge bhaiye, ab kaha jayenge bhaiye
kuchh toh karenge na sayane hai janab
toh kar lije hisab, sayane hai janab
toh kar lije hisab

socha jo tumne woh duniya sari mane na
haste hai sare koyi dukhda to na jane na
koyi bhi apna na raha
abb dhire dhire jan le, ab duniya ko pehchan le
kuch toh karenge naa sayane hai janab
toh kar lije hisab, sayane hai janab
toh kar lije hisab
ab kya karenge bhai, ab kaha jayenge bhaiye
ab kya karenge kya karenge bhaiye
o re tora bhaiya ghosla
re dekho nikal naa jaye tora khosla

dil ko lagaya iss dil ne hee bhagaya
bandh ke dil ko rakhana tha
kitna sataya kya kya tumse karaya
bandh ke dil ko rakhana tha
abb ho gaya jo saiya, abb kya karenge bhaiye
sayane hai janab, toh kar lije hisab
abb kya karenge bhai
ab kya karenge kaha jayenge bhaiye

panee hai yeh rishte sare pani
aayenge muthhi me nahi
phislan dhalane bimari beimane
aayenge muthi me nahi
hai la liya jo bandhiye, sametiye abb bandhiye
kuchh toh karenge naa sayane hai janab
toh kar lije hisab sayane hai janab
toh kar lije hisab
abb kya karenge bhai, ab kaha jayenge bhaiye
abb kya karenge kya karenge bhaiye
abb kya karenge bhai, abb kaha jayenge bhaiye
kuchh toh karenge naa sayane hai janab
toh kar lije hisab
sayane hai janab toh kar lije hisab....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ab Kya Karenge

Ab Kya Karenge is a song from Khosla Ka Ghosla 2006. It is sung by Adnan Sami. Lyrics are credited to Jaideep Sahni. Music information: Bapi, Tutul. Read the lyrics above and view the Khosla Ka Ghosla 2006 album song list for more songs and album details.