Ab Jaan Rahe Ya Jaye Lyrics, Singer & Song Details

Sawaal 1982 album cover

Sawaal 1982 Album Details

Ramesh Talwar
Mohammed Zahur Khayyam
Majrooh Sultanpuri
Waheeda Rehman, Sanjeev Kumar, Shashi Kapoor, Poonam Dhillon, Randhir Kapoor, Sw

album songs
Ab Jaan Rahe Ya Jaye
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Ab Jaan Rahe Ya Jaye Lyrics

Song Title = Ab Jaan Rahe Ya Jaye
Movie/Album = Sawaal (1982)
Singer =Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh
Lyricist = Majrooh Sultanpuri
Music Director =Khayyam
Film Director =Ramesh Talwar

Mp3 Song Lyrics

((ab jaan rahe ya jaye,
hume to pyar tumhi se karna
aur pyar me jine marne ka
ikarar tumhe se karna
ab jaan rahe ya jaye,
hume to pyar tumhi se karna
aur pyar me jine marne ka
ikarar tumhe se karna

chahe tir chle talwar chle
sine se lgana hai tumko
aandhi aaye tufan uthe
baho me chhupana hai tumko
ek bar mohabbat ki tumse
so bar tumhi se karna
aur pyar me jine marne ka
ikarar tumhe se karna

dekhe hai diwane yu to bahut
par unme tumhari bat kaha
tumse pehle aye jane jaha
the itne hansi din rat kaha
oo ho phir to humko dil ka soda
dildar tumhi se karna
aur pyar me jine marne ka
ikarar tumhe se karna

lag jao gale arma hai bahut
lag jao gale arma hai bahut
aur pyar ka mosam thoda hai
har mosam hai apna mosam
har mosam hai apna mosam
jab yaar se daman joda hai
ji bhar ke na milne ka shikwa
aye yaar tumhi se karna hai
aur pyar me jine marne ka
ikarar tumhe se karna
ab jaan rahe ya jaye,
hume to pyar tumhi se karna
aur pyar me jine marne ka
ikarar tumhe se karna))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ab Jaan Rahe Ya Jaye

Ab Jaan Rahe Ya Jaye is a song from Sawaal 1982. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Sawaal 1982 album song list for more songs and album details.