Aayega Koi Hamraaz Mere Lyrics, Singer & Song Details

Phoolon Ki Sej 1964 album cover

Phoolon Ki Sej 1964 Album Details

Inder Raj Anand
Penupatruni Adinarayana Rao
Hasrat Jaipuri
Vyjayanthimala, Ashok Kumar, Manoj Kumar

album songs
Aayega Koi Hamraaz Mere
Singer : Lata Mangeshkar

Aayega Koi Hamraaz Mere Lyrics

Song Title = Aayega Koi Hamraaz Mere
Movie/album = Phoolon Ki Sej (1964)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Penupatruni Adinarayana Rao
Director = Inder Raj Anand

Mp3 Song Lyrics

((Aayega
Koyi hamraaz mere pyaar ka
Ye ghata kehne lagi
Ye hawa kehne lagi
Dil mein geet basaaye jaa
Aayegaa
Koyi hamraaz mere pyaar ka
Ye ghata kehne lagi
Ye hawa kehne lagi
Dil mein geet basaaye jaa
Aayega, lalalalalala

Aaa aaaa aaa

Main kahaan dil kahaan
Behki hai chaal
Hota hai jaise
Sharaabi ka haal
Ye samaan mad bhara
Bol utha, bol utha
Kya aayega
Koyi hamraaz mere pyaar kaa
Ye ghata kehne lagi
Ye hawa kehne lagi
Dil mein geet basaaye jaa
Aayega

Baj uthe rang bhare
Jharnon ke taar
Kah uthin nadiyaa ki meethi aawaaz
Dil tera jaayega
Thaamnaa, thaamnaa
Achha aayega
Koyi hamraaz mere pyaar kaa
Ye ghata kehne lagi
Ye hawa kehne lagi
Dil mein geet basaaye jaa
Aayega, lalalalallalalala

Aaa aaa aaa

Ho gayi lo mujhe milne ki aas
Phir kyun sataaye
Ye janmon ki pyaas
Zindagi ka chaman
Khil gaya, khil gaya
Sach aayega
Koyi hamraaz mere pyaar ka
Ye ghataa kehne lagi
Ye hawaa kehne lagi
Dil mein geet basaaye jaa
Lalalalalala
Aaa aaa aaaa.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aayega Koi Hamraaz Mere

Aayega Koi Hamraaz Mere is a song from Phoolon Ki Sej 1964. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Penupatruni Adinarayana Rao. Read the lyrics above and view the Phoolon Ki Sej 1964 album song list for more songs and album details.