Aayee Hai Bahar Mite Zulmo Lyrics, Singer & Song Details

Ram Aur Shyam 1967 album cover

Ram Aur Shyam 1967 Album Details

Tapi Chanakya
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Mumtaz, Pran, Nazir Hussain

album songs
Aayee Hai Bahar Mite Zulmo
Singer : Mohammed Rafi

Aayee Hai Bahar Mite Zulmo Lyrics

Song Title = Aayee Hai Bahar Mite Zulmo
Movie/album = Ram Aur Shyam (1967)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = Tapi Chanakya

Mp3 Song Lyrics

((Aayi hain bahaare mite julmo sitam
Pyaar ka zamana aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi
Aayi hain bahaare mite julmo sitam
Pyaar ka zamana aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi

Chamaka hai inasaaf ka
Suraj phaila hai ujaala ujaala
Chamaka hai inasaaf ka
Suraj phaila hai ujaala
Nayi umange sang laayega
Har din aanewaala aanewaala
Nayi umange sang laayega
Har din aanewaala
Ho ho munna git sunaayega
Tunna dhol bajaayega
Munna git sunaayega
Tunna dhol bajaayega
Sang sang meri chhoti
Munni naachegi chham chham
O aayi hain bahaare mite julmo sitam
Pyaar ka zamana aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi aa ha ha ha

Abb na honge majaburi
Ke is ghar mein afsaane
Abb na honge majaburi
Ke is ghar mein afsaane
Pyaar ke rang mein rang
Jaayenge sab apne begaane
Pyaar ke rang mein rang
Jaayenge sab apne begaane
Ho ho ho sab ke din phir
Jaayenge aa aa aa aa....
Manjil apani paayenge
Sab ke din phir jaayenge
Manjil apani paayenge
Jeevan ke taraane
Milake gaayenge har dam
Ho aayi hain bahaare
Mite julmo sitam
Pyaar ka zamana
Aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi aa ha ha ha

Abb na koyi bhuka
Hoga aur na koyi pyaasa
Ho ho abb na koyi bhuka
Hoga aur na koyi pyaasa
Abb na koyi naukar
Hoga aur na koyi aaka
O o o o abb na koyi
Naukar hoga aur na koyi aaka
O o o o apane ghar ke
Raaja tum aa aa aa aa....
Chhedo mann ka baaja tum
Apane ghar ke raaja tum
Chhedo mann ka baaja tum
Aa jaayegi sur mein
Dekho jivan ki sargham
Ho aayi hain bahaare mite julmo sitam
Pyaar ka zamana aaya dur huye gham
Raam ki lila rang laayi aa ha ha
Shaam ne bansi bajaayi aa ha ha ha..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aayee Hai Bahar Mite Zulmo

Aayee Hai Bahar Mite Zulmo is a song from Ram Aur Shyam 1967. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Ram Aur Shyam 1967 album song list for more songs and album details.