Aaye Na Balam Lyrics, Singer & Song Details

Shabab 1954 album cover

Shabab 1954 Album Details

M Sadiq
Naushad
Shakeel Badayuni
Bharat Bhushan, Nutan

album songs
Aaye Na Balam
Singer : Mohammed Rafi

Aaye Na Balam Lyrics

Song Title = Aaye Na Balam
Movie/Album = Shabab (1954)
Singer = Mohammed Rafi
Music Director = Naushad
Lyricist = Shakeel Badayuni

Mp3 Songs Lyrics

((Aaye na balam wada karke

Aaye na balam wada karke
Aaye na balam wada karke

Thak gaye naina dheeraj dharke
Dheeraj dharke
Aaye na balam wada karke
Aaye na balam

Chup gaya chanda, lut gayi jyoti
Chup gaya chanda, lut gayi jyoti
Taarein ban gaye jhoothe moti
Taarein ban gaye jhoothe moti

Pad gaye pheke rang nazar ke
Pad gaye pheke rang nazar ke
Aaye na balam wada karke
Aaye na balam

Aao ke tum bim aankhon mein dum hain
Aao ke tum bim aankhon mein dum hain
Raat hain lambi jeevan kam hain
Raat hain lambi jeevan kam hain

Dekh lu tumko mein jee bhar ke
Dekh lu tumko mein jee bhar ke
Aaye na balam wada karke
Aaye na balam...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaye Na Balam

Aaye Na Balam is a song from Shabab 1954. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad. Read the lyrics above and view the Shabab 1954 album song list for more songs and album details.